Nohay 2021 | LYRICS |
TERWAAN WAAR | Joan Rizvi | New Noha 2021 | Imam Hussain | Shahadat e Imam
Hussain Noha
Copyright © 2021 Shajra Azadar E
Hussain Officail. All rights reserved.
➽ Subscribe ➽ https://google.sadat.com 🔔 Stay updated!
Video Details!
Reciter |
Joan Rizvi
Poetry |
Ustad Hassnain Akbar
Composition
| Ustad Akbar Abbas Sb
Chorus |
Munawwar Ali, Rajab Ali, Ghulam Abbas, Amanat Ali
Camera |
Farhan Naqvi (Uk)
Video Edit |
Sk Films
Audio |
Moodlab Studio (UK)
Audio Mixing
and Mastering | ODS Karachi
Graphics |
Yawar Damani
On the
Martyrdom of Hazrat Imam Hussain(as) , Many condolences to Prophet Muhammad
(saww) , Hazrat Fatima Zahra (sa) and especially to Imam e Zamana (AJF).
#JoanRizvi#TerwaanWaar #MaqtaleImameHussain
NOHA - L Y R I C S
zakhmoon sa
jism choor choor tha Zahra k chain ka
sajday main
sir tha jab kay shahay mashriqain ka
aur pusht pa
sawar tha atil Hussain ka
bhai behan
ko dekh k yeh bain kerta tha
tairwaan war
hai yeh khanjar ka
ab tu
kahimoon main lout ja zainab
sir mera tan
sa ho raha hai juda
ab tu
khaimoon main lout ja zainab
➽ Subscribe ➽ https://google.sadat.com 🔔 Stay updated!
mujhpa
khanjer sa koi chalta hai
tere ronay
pa shimr hasnta hai
taira
zarboon sa berh k dukh yeh hai
woh tujha
bar bar takta hai
main aziyat
yeh seh nahi sakta
ab tu
khaimoon main lout ja Zainab
mere ruksat
ka waqt aa phaucha
rafta rafta
yeh jan nikalti hai
mere ankhoon
main khaimoon ki tasveer
kabhi banti
kabhi bigarti hai
bujhnay wala
hai Syeda ka diya
ab tu
khaimoon main lout ja Zainab
aur kuch pal
main bibion k liya
rassian le
kay anay wala hai
ab to Abbas
to bhi nahi Zainab
aur yeh
khamimay jalanay wala hai
kaun rokay
ga shimar ka rasta
ab tu
khaimoon main lout ja Zainab
Ma ko mara
tha jab layeenon na
dard woh aaj
tak nahi bhoola
mere jeetay
gi koi maray tujha
main yeh
bardhast kerna paonga
wasta data
hon main amma ka
ab tu
khaimoon main lout ja Zainab
➽ Subscribe ➽ https://google.sadat.com 🔔 Stay updated!
janta hon
kay tum yeh sochti ho
mujhko
khaimoon main lekay jaogi
humnay mil
ker uthaya Akbar ko
kese tanha
mujha uthaogi
rehnay do
dhast main mera lasha
ab tu
khaimoon main lout ja Zainab
jaltay
khaimoon main kaun baqi hai
mere betay
ko jo sambhalay ga
tum agar mar
gayeen to shoolay sa
kaun sajjad
ko nikalay ga
kuch bhi ho
jayay tujhko hai jeena
ab tu
khaimoon main lout ja Zainab
ro kay akbar
Hussain kehtay thay
war poray
hua hain khanjer kay
mera sajda
bhi hogaya hai ada
bhai ko aey
behan ijazat day
aagayay
mujhko lanay khud nana
ab tu
khaimoon main lout ja Zainab
➽ Subscribe ➽ https://google.sadat.com 🔔 Stay updated!
Copyright
strictly prohibited ⓒ.
Copyright
prohibited ⓒ - Azadar E Hussain Officail
Copyright © 2021 Azadar E Hussain
Officail. All rights reserved.
TAGS
Follow Socail Medias
Facebook : https://www.facebook.com/AEHazadarehu...
Instragram:https://www.instagram.com/aeh.azadare...
Officail Website: https://azadarehussainofficail.blogsp...
MP3 Audio Download Freely: https://soundcloud.com/muhammad-hasna...
0 Comments