Top Trending

Ad Code

Responsive Advertisement

Blocked

Translate

Abbas Ka Nara Lyrics | Nadeem Sarwar | Peigham E Azadari Pakistan

Abbas Ka Nara | Nadeem Sarwar | 2021 | 1443

Abbas Ka Nara Lyrics | Nadeem Sarwar | Peigham E Azadari Pakistan







Abbas Ka Nara Lyrics | Nadeem Sarwar | Peigham E Azadari Pakistan

 


Ek Shor Hai

Abbas Ay Abbas  

Dariya Py Jo Pahuncha Asadullah Ka Pyara

Lalkar Ky Phir Faoj Ko Ghazi Yeh Pukara

Tum Sab Yehi Kehty Thy Keh Dariya Hai Hamara

Ab Dekho Ky Dariya Hai Hamara Keh Tumhara

Lo Cheen Lo Ye Hum Hain Ye Qabza Hai Hamara Darya Hai Hamara

 

Darya Hai Hamara

 

Abbas Ka Nara Hai Alamdar Ka Nara Darya Hai Hamara

Lo Cheen Lo Ye Hum Hain Ye Qabza Hai Hamara Darya Hai Hamara

 

Abbas E Alamdar Alamdar Alamdar

 

Main Haider E Karrar Ky Saye Mein Pala Hun

Main Fatima Zehra Ki Duaon Ka Sila Hun

Abbas Mera Naam Alamdar E Wafa Hun

Yeh Nam O Nasab Hai Meri Qismat Ka Sitara

 

Darya Hai Hamara

 

Lo Cheen Lo Ye Hum Hain Ye Qabza Hai Hamara Darya Hai Hamara

 

Abbas Ka Nara Hai Alamdar Ka Nara Darya Hai Hamara

 

Aaqa Ki Duaon Ka Karam Sath Hai Mery

Dekho Bani Hashim Ka Hasham Sath Hai Mery

Rutba Hai Alamdar Alam Sath Hai Mery

Lehra Ky Pharaira Bhi Yeh Karta Hai Ishara

 

Darya Hai Hamara

 

Abbas Ka Nara Hai Alamdar Ka Nara Darya Hai Hamara

 

Abbas E Alamdar Alamdar Alamdar

 

Sahil Py Jo Yeh Faoj Ky Dasty Hain Tumhary

Ek Aan Mein Paiwand E Zameen Hon Abhi Sary

Darya Ulat Aye Abhi Qadmon Mein Hamary

Ek Hashr Bapa Kar Dun Main Kar Dun Jo Ishara

 

Darya Hai Hamara

 

Lo Cheen Lo Ye Hum Hain Ye Qabza Hai Hamara Darya Hai Hamara

Abbas Ka Nara Hai Alamdar Ka Nara Darya Hai Hamara

 

Khat Bhej Ky Tum Ny Jinhen Yasrab Sy Bulaya

Mehman Thy Lekin Unhen Darya Sy Hataya

Pyasay Hi Rahy Woh Unhen Pani Na Pilaya

Allah Ny Jin K Liye Kosar Ko Utara

 

Darya Hai Hamara

 

Abbas Ka Nara Hai Alamdar Ka Nara Darya Hai Hamara

 

Abbas E Alamdar Alamdar Alamdar

 

Yeh Hukm Hai Aaqa Ka Na Talwar Uthana

Warna Meri Zarbon Sy Larazta Yeh Zamana

Yeh Faoj E Jafakaar Yeh Zalim Ka Thikana

Ek Naizey Sy Naqsha Hi Badal Jaye Ga Sara


 






Darya Hai Hamara

 

Lo Cheen Lo Ye Hum Hain Ye Qabza Hai Hamara Darya Hai Hamara

 

Abbas Ka Nara Hai Alamdar Ka Nara Darya Hai Hamara

 

Kya Faoj Ki Tadad Batay Ho Hamen Tum

Hum Dekhen Keh Kis Tarha Hataty Ho Hamen Tum

Kis Hakim O Jabir Sy Daraty Ho Hamen Tum

Ab Nam Na Lena Kisi Hakim Ka Dobara

 

Darya Hai Hamara

 

Abbas Ka Nara Hai Alamdar Ka Nara Darya Hai Hamara

 

Abbas E Alamdar Alamdar Alamdar

 

Pyasa Hun Magar Sun Len Sabhi Dushman E Jani

Pani Mujhy Peena Nahi Ly Jana Hai Pani

Haye Mery Masoom Ki Woh Tishna Dahani

Hai Mashk E Sakina Un Hi Pyason Ka Sahara

 

Darya Hai Hamara

 

Lo Cheen Lo Ye Hum Hain Ye Qabza Hai Hamara Darya Hai Hamara

 

Abbas Ka Nara Hai Alamdar Ka Nara Darya Hai Hamara

 

Tareekh Ny Dekha Na Hilal Aisa Wafadar

Ab Bhi Hai Tarai Ki Zameen Par Woh Dil Afgaar

Woh Dekh Zara Roza E Abbas E Alamdar

Ek Zinda Gawahi Hai Yeh Marqad Ka Nazara

 

Darya Hai Hamara

 

Abbas Ka Nara Hai Alamdar Ka Nara Darya Hai Hamara

 

Lo Cheen Lo Ye Hum Hain Ye Qabza Hai Hamara Darya Hai Hamara

 

Ek Shor Hai

Darya Hai Hamara








#AbbasKaNara #NadeemSarwar #2021

© 2021 Peigham E Azadari Pakistan. All rights reserved.







"Keyword"

"Nadeem Sarwar"

"Ali Shanawar"

"Ali Jee"

"Noha"

"Nohay"

"Matam"

"New"

"noha"

"azadar"

"murshid"

"ghazi"

"karbala"

"mashallah"

"badshah"

"hussain"

"nadeem"

"sarwar"

"2019"

"syed badshah"

"2021 noha"

"nadeem sarwar 2021"

"syed"

"alijee 2021"

"ali shanawar 2021"

"nauha"

"ns 2021"

"salam hussain"

"nara ali da"

"ya ali"

"ashura"

"arbaeen"

"ya hussain"

"2021 muharram"

"nadeem sarwar 2022"

"ali jee 2022"

"ali shanawar 2022"

"Abbas Ka Nara"

"Darya Hai Humara"

"Nadeem Sarwar mola abbas"

"mola abbas 2021"

"abbas 2021"

"Abbas Nara"


nadeem sarwar,ali shanawar,ali jee,noha,nohay,matam,new,noha,azadar,murshid,ghazi,karbala,mashallah,badshah,hussain,nadeem,sarwar,2019,syed badshah,2021 noha,nadeem sarwar 2021,syed,alijee 2021,ali shanawar 2021,nauha,ns 2021,salam hussain,nara ali da,ya ali,ashura,arbaeen,ya hussain,2021 muharram,nadeem sarwar 2022,ali jee 2022,ali shanawar 2022,abbas ka nara,darya hai humara,nadeem sarwar mola abbas,mola abbas 2021,abbas 2021,abbas nara








Post a Comment

4 Comments

Featured post

Close Menu