Top Trending

Ad Code

Responsive Advertisement

Blocked

Translate

New Naat Lyrics Ey Hasnain Ke Nana in Urdu || Milad Raza Qadri

 


Ey Hasnain Ke Nana

Zahra paak kay sadqay, hum ko Taiba mein bulwana,
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana,
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana...

 

Aap ke dar ka houn mein bhikari, Aap hain mere data,
Saray rishtay natoon say hai pyara apna nata,
Aap to hain, aata hai jinko sabh ki laaj nibhana,
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana,
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana...

 

Bay saya hain lekin do jag per hai app ka saya,
Arsh e Muala bana muhala deed ko Rab ne bulaya,
Hash e Talaq na ho ga aisa aana jana,
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana,
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana...

 

Saj gayi hai milad ki mehfil, kiya hai khoob nazara,
Kaif o masti mein dooba hai dekho aalam sara,
Dhoond rahi hai, Aap ki rehmat bakhshish ka bahana,
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana,
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana...

 

Nisbat ka faizan hai dekho Khadim e Ghous e Jali houn,
Kerta hai mujh pe naaz zamana, mein Ousaf e Ali houn,
App ki aal ke dar ka sad houn sa'il houn purana,
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana,
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana...

 

Zahra paak kay sadqay hum ko Taiba mein bulwana,
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana,
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana.

 






Milad Raza Qadri



milad raza qadrimiladrazaqadrimrqnaat sarkarteam mrqchaand taareey hasnainmessenger of mercywohi khuda haihabibi yaya nabi salaamnaatnasheedsufiislamicqawwalidurood musicislamic musicqawwalinasheednaatey hasnain ke nananaat shariflatest naatchaand taareya nabi ya nabinaat sarkar ki parta hoonmilad raza qadrisufi music


#nath #jewellery #marathi #marathibride #marathimulgi #traditional #maharashtra #indianjewellery #mangalsutra #traditionaljewellery #maharashtrian #necklace #bangles #thushi #bhfyp #bridaljewellery #maharashtrianbride #jewelry #maharashtrianjewellery #earrings #indianbride #bride #makeupartist #kundanjewellery #marathijewellery #bridal #dagine #kolhapurisaaj #wedding #bhfyp

Comment Box is loading comments...

Post a Comment

0 Comments

Featured post

Close Menu